Hadees: Puri Raat Namaz Padhne Ka Sawab

Hadith namaz salah reward sawab hadees




Hadith: The Reward Of Praying The Whole Night
●~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●



‏قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ:‌‌‌‏ "مَنْ شَهِدَ الْعِشَاءَ فِي جَمَاعَةٍ كَانَ لَهُ قِيَامُ نِصْفِ لَيْلَةٍ، ‌‌‌‌‌‏وَمَنْ صَلَّى الْعِشَاءَ وَالْفَجْرَ فِي جَمَاعَةٍ كَانَ لَهُ كَقِيَامِ لَيْلَةٍ."
──────────────────────────────


रसूल अल्लाह (ﷺ) ने फरमाया: "जो इशा की जमात में हाज़िर रहेगा तो उसे आधी रात तक के क़ियाम (नमाज़ पढ़ने) का सवाब मिलेगा और जो इशा और फ़ज्र दोनों नमाज़ें जमात से अदा करेगा, उसे पूरी रात के क़ियाम (नमाज़ पढ़ने) का सवाब मिलेगा।"
──────────────────────────────


Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jo Isha ki jamaat mein haazir rahega to usay aadhi raat ke qiyam (namaz padhne) ka sawab milega aur jo Isha aur Fajar dono namazein jamaat se ada karega, usay poori raat ke qiyam (namaz padhne) ka sawab milega."
──────────────────────────────


رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: "جو عشاء کی جماعت میں حاضر رہے گا تو اسے آدھی رات کے قیام کا ثواب ملے گا اور جو عشاء اور فجر دونوں نمازیں جماعت سے ادا کرے گا، اسے پوری رات کے قیام کا ثواب ملے گا۔"
──────────────────────────────


Prophet Muhammad (ﷺ) said: “Whoever attends Isha (prayer) in congregation, then he has (the reward as if he had) stood half of the night. And whoever prays Isha and Fajr in congregation, then he has (the reward as if he had) spend the entire night standing (in prayer).”
──────────────────────────────



[Jamiat Tirmidhi-221, Grade Sahih]
●~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●



Wazahat: Paanch namazon mein se sab se ahem namaz Fajar ki hai jisay ada karte hi ek musalman apne din ka agaaz karta hai, isliye iska ehtimaam nihayat zaroori hai. iski fazeelat isliye bhi zeyada hai ke zaeef imam shakhs iski taaqat nahi rakhta balke munafiqeen par to iski adaigi be had mushkil hai, jaisa ke hamare rahabar e azam muhammad ﷺ ka farmaan hai: "Isha aur Fajar ki namaz munafiqeen par sabse zeyada bhaari hoti hai." 
[Sahih Bukhari-657]
Aur Fajar ki ba jamaat namaz ek musalman ki sadaqat aur iska imaan parakhne ki kasauti hai. Ek dusre moqam par nabi (ﷺ) ne farmaya: "Andhere mein fajar aur isha mein chal kar masjid aane wale ko qayamat ke din qamil noor (bharpoor ujale) ki basharat de do." 
[Tirmidhi-223]
Ek aur jagah nabi (ﷺ) ne farmaya: "Jisne fajr ki namaz ba jamat padhi wo shakhs ALLAH ki zimmedari (khaas hifazat) mein dakhil ho gaya." 
[Sahih Muslim-1526]
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●



Daily Updates: Whatsapp Group Join Karne Ke Liye Whatsapp Par message karein...

Post a Comment

0 Comments