Hadees: Kalonji Mein Har Bemari Se Shifa, Siwaye Maut Ke

Hadees: Kalonji (black cumin) Mein Har Bemari Se Shifa, Siwaye Maut Ke





कलौंजी में मौत के सिवा हर बीमारी से शिफा है

रसूल अल्लाह (ﷺ) ने फरमाया: "स्याह दानों में हर बीमारी से शिफ़ा है सिवाय "साम" के। 
इब्न शिहाब ने कहा कि "साम" मौत है और स्याह दाना कलौंजी को कहते हैं।"

[सहीह बुखारी-5688]
─────────────────────


Black Cumin Cures All Diseases Except Death

The Prophet (ﷺ) said"There is healing in black cumin for all diseases except 'As saam'." 
Ibne Shihab said, "As saam" means DEATH and black cumin means KALONJI (black seed).

[Sahih Bukhari-5688]
─────────────────────


شفاء الكمون الأسود لجميع الأمراض ماعدا الموت

رَسُولَ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: "الْحَبَّةِ السَّوْدَاءِ شِفَاءٌ مِنْ كُلِّ دَاءٍ ، إِلَّا السَّامَ-"
قَالَ ابْنُ شِهَابٍ ، وَالسَّامُ : الْمَوْتُ ، وَالْحَبَّةُ السَّوْدَاءُ : الشُّونِيزُ-

[صحيح البخاري - 5688]
─────────────────────


Kalonji Mein Har Bemari Se Shifa Hai siwaye Maut Ke

Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Siyah daano mein har bemari se Shifa hai siwaye 'Saam' ke." 
Ibne Shihab ne kaha ke "Saam" MAUT hai aur siyah dana KALONJI ko kehte hain."

[Sahih Bukhari-5688]
─────────────────────


جن لوگوں پر قیامت قائم ہو گی

رسول اللہ (ﷺ) نے فرمایا : "سیاہ دانوں میں ہر بیماری سے شفاء ہے سوا 'سام'  کے۔"
ابن شہاب نے کہا کہ  "سام" موت ہے اور سیاہ دانہ کلونجی کو کہتے ہیں۔

[صحیح بخاری-5688]
─────────────────────


Wazahat

Kalonji (black seed) mein har marz ka ilaaj hai sewaye mout ke, kalonjo ek qism ki ghaas ki beej hai jo sonf ke pode jaisi dikhti hai, iske istemaal se kayi bimari se shifa milti hai.

Kai science'daan mante hain isme 'hydroxychloroquine, thymoquinone' ki ek mushtak shakl hai jo ke kalonji mein paya jata hai, jise aaj duniya bhar mein kayi dawao mein bhi istemaal kiya jaa raha, iske istemaal se kayi khatarnak viruses ko khatm karne mein acche natije saamne aaye hain.

Maut apne muqarrar waqt par aa kar rahegi, insaan chaahe kuch bhi tadbeere, laakh dawaiya istemaal kare, kitna hi sarmayedar wasail ho magar unme se koi bhi aisi chiz nahi jo mout ko taal sake.
─────────────────────


NOTE: Mukhtalif bimariyo ke Kalonji ke mukhtalif tarike hain, isliye iske istemaal se pehle kisi tabeeb ya hakeem se mashwara karna behtar hai.
─────────────────────



Aisi Aur Hadees Janne Ke Liye Visit Karein: https://hadithregularly.blogspot.com/
Daily Updates: Whatsapp Group Join Karne Ke Liye Whatsapp Par message karein...


Post a Comment

0 Comments