Hadith: Believer's Soul
(Karz Ki Wajah Se Momin Ki Rooh Ka Atkna)
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
The Messenger of Allah (ﷺ) said: “The believer's soul is suspended by his debt until it is settled for him.”
──────────────────────────────
حَدَّثَنَا مُحَمَّدُ بْنُ بَشَّارٍ، حَدَّثَنَا عَبْدُ الرَّحْمَنِ بْنُ مَهْدِيٍّ، حَدَّثَنَا إِبْرَاهِيمُ بْنُ سَعْدٍ عَنْ أَبِيهِ، عَنْ عُمَرَ بْنِ أَبِي سَلَمَةَ، عَنْ أَبِيهِ، عَنْ أَبِي هُرَيْرَةَ، عَنِ النَّبِيِّ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ قَالَ: نَفْسُ الْمُؤْمِنِ مُعَلَّقَةٌ بِدَيْنِهِ حَتَّى يُقْضَى عَنْهُ.
──────────────────────────────
नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: "मोमिन की रूह (मौत के बाद) उस के क़र्ज़ की वजह से अटकी रहती है जब तक की उस (क़र्ज़) की अदायगी ना हो जाये।"
──────────────────────────────
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، ”مومن کی روح(موت کے بعد) اس کے قرض کی وجہ سے اٹکی رہتی ہے جب تک کہ اس (قرض) کی ادائیگی نہ ہو جائے“۔
──────────────────────────────
Nabi kareem ﷺ ne farmaya: "Momin ki rooh (maut ke baad) is ke karz ki wajah se atki rehti hai, jab tak ke us (karz) ki adaigi nah ho jaye".
──────────────────────────────
[Jami at Tirmidhi: 1079, Sahih]
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
Wazahat: Yaani iss ka muamla mauquf rehta hai uss shakhs ki nijaat ya halakat ka faisla nahi kiya jata hai. Ye khaas hai uss shakhs ke saath jis ke paas itna maal ho jis se wo qarz ada kar sake, wo shakhs jis ke paas maal na ho aur wo iss haal mein mara ho ke qarz ki adaegi ka uss ka pokhta iradah raha ho to aise shakhs ke baare mein hadees mein aata hai ke uss shakhs ka qarz ALLAH ta'ala ada kar dega.
──────────────────────────────
[Sahih Bukhari:2387]
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●
Daily Updates: Whatsapp Group Join Karne Ke Liye Whatsapp Par message karein
0 Comments
Please do not enter any spam link in the comment box.