Hadees: Allah Ka Kisi Qoum Par Azaab Nazil Karna

Hadith: About punishment upon a nation | hadees azaab



Hadith: About Punishment Upon A Nation 
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●



قَالَ رَسُولُ اللَّهِ صَلَّى اللَّهُ عَلَيْهِ وَسَلَّمَ : "إِذَا أَنْزَلَ اللَّهُ بِقَوْمٍ عَذَابًا أَصَابَ الْعَذَابُ مَنْ كَانَ فِيهِمْ ، ثُمَّ بُعِثُوا عَلَى أَعْمَالِهِمْ."
──────────────────────────────


रसूल अल्लाह (ﷺ) ने फ़रमाया: "जब अल्लाह किसी क़ौम पर अज़ाब नाज़िल करता है तो अज़ाब उन सब लोगों पर आता है जो इस क़ौम में होते हैं फिर उन्हें उनके आमाल के मुताबिक़ उठाया जाएगा।"
──────────────────────────────


Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Jab Allah kisi qoum par azaab nazil karta hai to azaab un sab logon par aata hai jo is qoum mein hote hain phir unhe un ke aamaal ke mutabiq uthaya jayega."
──────────────────────────────


رسول اللہ (ﷺ) نے فرمایا: ”جب اللہ کسی قوم پر عذاب نازل کرتا ہے تو عذاب ان سب لوگوں پر آتا ہے جو اس قوم میں ہوتے ہیں پھر انہیں ان کے اعمال کے مطابق اٹھایا جائے گا۔“
──────────────────────────────


The Messenger of Allah (ﷺ) said: "If Allah sends punishment upon a nation then it befalls upon the whole population indiscriminately and then they will be resurrected (and judged) according to their deeds."
──────────────────────────────


[Sahih Bukhari-7108]
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●


Wazahat: Jab kisi qoum par azaab ata hai to nek aur badd halak hojate hain ye azaab faqat dunyawi hota hai akhirat me nek log apni neki ka sawab payenge aur bure log apni bad amali ki saza payenge, jis tarah gehu ke sath ghun bhi pisa jata hai thik usi tarha iss azaab me bure logo ke sath nek log bhi ajaate hain, nek logo ko azaab iss liye ata hai kyun ke wo bure logo ki bad amali dekh kar unhe samjhane ki bajaye khamosh rehte hain jaisa ke Allah ke rasool (ﷺ) ka farman hai jis qoum me amr bil ma'roof wa nahi anil munqar ( achhai ka hukm dena aur burai se rokne ) ka fareeza anjam nahi diya jaata Allah us qoum par azaab nazil kar deta hai.
──────────────────────────────


[Abu Dawood-4338]
●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●



Daily Updates: Whatsapp Group Join Karne Ke Liye Whatsapp Par message karein...

Post a Comment

0 Comments